SEARCH RESULTS
Showing search results for "तालिब"
Ghazal MATCHES FOR "तालिब"
Ghazal
'taalib' ko ye kyaa ilm, karam hai ki sitam hai
jaane ke liye ruuTh, manaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
dekh kar Gair ko ho kyuu.n na kalejaa ThanDaa
naala kartaa thaa vale taalib-e-taasiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
turbat me.n bhii aa.nkhe.n na hu.ii.n band hamaarii
aise tire ik taalib-e-diidaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
asar kare na kare sun to le mirii fariyaad
nahii.n hai daad kaa taalib ye banda-e-aazaad
Allama Iqbal
Ghazal
gul ke KHvaahaa.n to nazar aa.e bahut itr-farosh
taalib-e-zamzama-e-bulbul-e-shaidaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
puuchhaa jo us ne taalib-e-roz-e-jazaa hai kaun
niklaa mirii zabaan se be-iKHtiyaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
taalib-e-diid ko zaalim ne ye likkhaa KHat me.n
ab qayaamat pe miraa vaada-e-diidaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
dars-e-ibrat hai mire dil kii tabaahii 'taalib'
KHaak me.n aisaa milaayaa hai ki jii jaantaa hai
Talib Baghpati
Ghazal
husn thaa parda-e-tajriid me.n sab suu.n aazaad
taalib-e-ishq hu.aa suurat-e-insaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
vo log hii har daur me.n mahbuub rahe hai.n
jo ishq me.n taalib nahii.n matluub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ishq hai daarushshifaa aur dard hai is kaa tabiib
jo nahii.n is maraz kaa taalib sadaa ranjuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
samjho agar to hai.n vahii sab se hariis-tar
taalib KHudaa se jo dil-e-be-mudda.aa ke hai.n