SEARCH RESULTS
Showing search results for "तीनत"
Ghazal MATCHES FOR "तीनत"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
agarche bahr kii maujo.n me.n hai maqaam is kaa
safaa-e-paaki-e-tiinat se hai guhar kaa vuzuu
Allama Iqbal
Ghazal
aib-e-ulfat roz-e-avval se mirii tiinat me.n hai
daaG-e-laala ke liye kyaa fikr-e-marham kiijiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
agar sab sone vaale mard aurat paak-tiinat the
to itne jaanvar kis tarah bistar se nikal aa.e
Fuzail Jafri
Ghazal
naamuus mujhe saafii tiinat kii hai varna
rustam ne mirii teG kaa hamla na sambhaalaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aap behad nek-tiinat nek-siirat nek-KHuu
harkate.n karte hai.n lekin aap bandar kii tarah
Shauq Bahraichi
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
ba.De paak tiinat ba.De saaf baatin
'riyaaz' aap ko kuchh hamii.n jaante hai.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
mohabbat lab pe ho aur dil me.n nafrat
mirii tiinat me.n ye shaamil nahii.n hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri
Ghazal
suufiyaan-saaf-tiinat vaasil-e-haq ho ga.e
KHud-numaa do chaar na.ng-e-ahl-e-irfaa.n ho.n to kyaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
be-vafaa un kaa laqab hai baa-vafaa meraa KHitaab
vo hai tiinat kii KHaraabii ye hai ulfat kaa asar
Murli Dhar Shad
Ghazal
raast hote hai.n kisii se bhii kabhuu kaj-tiinat
tiir bantii hai kahii.n shaaKH-e-kamaa.n sunte ho
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
parastaarii hai tiinat me.n bashar kii
jahaa.n ka.aba nahii.n but-KHaana hogaa