SEARCH RESULTS
Showing search results for "तीर-ए-क़ज़ा"
Ghazal MATCHES FOR "तीर-ए-क़ज़ा"
Ghazal
burrish-e-teG-e-adaa-e-dost kaa ehsaas hai
ab rahiin-e-minnat-e-tiir-e-qazaa ko.ii nahii.n
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
jis ne dekhii ho vo chitvan ko.ii us se puuchhe
jaan kyuu.n-kar hadaf-e-tiir-e-qazaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
maanaa ki sab ajal ke muqaabil the sar-ba-kaf
lekin shikaar-e-tiir-e-qazaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
tiir-e-mizhgaa.n ko to paikaan-e-qazaa kahte hai.n
par nigaah-e-Galat-andaaz ko kyaa kahte hai.n
Nashtar Chaprawi
Ghazal
tire labo.n me.n hai ik raaz-e-zindagii pinhaa.n
tirii nigaah ko tiir-e-qazaa samajhte hai.n
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
bachte nahii.n dekhaa kabhii majruuh-e-mohabbat
yaarab nigah-e-naaz hai yaa tiir-e-qazaa hai
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
serii-e-nazar bhii na hu.ii haa.e mayassar
aa.nkhe.n jo hu.ii.n chaar lage tiir-e-qazaa do
Ismail Merathi
Ghazal
ab ke bhii raas aa.ii na hubb-e-vatan 'hafiiz'
ab ke bhii ek tiir-e-qazaa khaa ke aa gayaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
aasmaa.n ho ki qayaamat ho ki ho tiir-e-qazaa
chaal us fitna-e-dauraa.n se har ik baar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ai 'zauq' hai Gazab nigah-e-yaar al-hafiiz
vo kyaa bache ki jis pe ye tiir-e-qazaa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
diin o dil jaa hii chukaa jaan bhii jaatii hai to jaa.e
tarkash-e-kufr me.n ik tiir-e-qazaa aur sahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ruu-ba-ruu us zulf ke daam-e-balaa kyaa chiiz hai
us nigah ke saamne tiir-e-qazaa kyaa chiiz hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ibn-e-Raza
Ghazal
tiir-e-nazar ne aap kii ghaa.il kiyaa mujhe
phir shauq-e-intizaar ne paagal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
vo to kahiye ki hai parvaaz-e-taKHayyul se pare
varna yazdaa.n bhii kisii tiir kii zad par hotaa