SEARCH RESULTS
Showing search results for "तोतों"
Ghazal MATCHES FOR "तोतों"
Ghazal
ik kitaab chaa.nd aur pe.D sab ke kaale collar par
zehn tape kii gardish mu.nh me.n toto.n kii bolii
Bashir Badr
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
toto.n ne hai.n aaj kal khole yahaa.n school
bailo.n ne hai.n aadmii juute hal ke saath
Anjum Rumani
Ghazal
toto.n aur chi.Diyo.n ko ab kyo.n Dhuu.nD rahe ho
niim kaa pe.D to KHud tum ne hii kaTvaayaa thaa
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
mere jhuuT ko tolo bhii aur kholo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mere jhuuT ko kholo bhii aur tolo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
de rahe hai.n jis ko topo.n kii salaamii aadmii
kyaa kahuu.n tum se ki hai kitnaa haraamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
phuul khile hai.n likhaa hu.aa hai to.Do mat
aur machal kar jii kahtaa hai chho.Do mat
Ameeq Hanafi
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Naqsh Layalpuri
Ghazal
ye gho.nsle hai.n parindo.n ke un ko mat to.Do
unhe.n dobaara banaane me.n der lagtii hai