SEARCH RESULTS
Showing search results for "तौहीद"
Ghazal MATCHES FOR "तौहीद"
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tauhiid to ye hai ki KHudaa hashr me.n kah de
ye banda do-aalam se KHafaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
apne aa.iina-e-tauhiid me.n allaah-miyaa.n
dekhte rahiye ko.ii aap hii jaisaa mil jaa.e
Farhat Ehsas
Ghazal
ek but ek hii but kaa huu.n pujaarii 'aKHtar'
apne is shirk pe tauhiid kaa da.avaa hai mujhe
Hari Chand Akhtar
Ghazal
suu-e-falak nazar jo uThii to vuzuu kiyaa
merii zabaa.n ne kalma-e-tauhiid ke liye
Afroz Rizvi
Ghazal
sadaa hai KHuu.n me.n bhii mansuur ke anal-haq kii
kahe agar ko.ii tauhiid is qadar to kahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
iisaar-e-KHud-shanaasii tauhiid aur sadaaqat
ai dil sutuun hai.n ye aivaan bandagii ke
Shakeb Jalali
Ghazal
hairaa.n huu.n apne qatl kaa ilzaam kis ko duu.n
tauhiid me.n to shirk kaa imkaan hii nahii.n
Farhat Ehsas
Ghazal
tauhiid dil me.n ho to labo.n par rahe KHudaa
ham yuu.n jiye to kyaa jiye be-diin be-KHudaa
athar shakeel
Ghazal
mastiyaa.n 'saahir' kii hai.n jaam-e-mai-e-tauhiid se
ho sake to aise kaafir ko musalmaa.n kiijiye
Sahir Dehlavi
Ghazal
apnii taqdiis pe yuu.n shaiKH-e-haram mat itraa
mai.n ne bhii parcham-e-tauhiid uThaa rakkhaa hai
Syed Abdus Sattar Mufti
Ghazal
raaz-e-tauhiid to kasrat me.n chhupaa hai ai dost
saik.Do.n jalve hai.n ik jalva-numaa hai ai dost
Afqar Mohani
Ghazal
tajdiid-e-misaalii me.n hai tafriid-e-mujarrad
tauhiid hai ye aur hai.n be-sarfa KHayaalaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
saf.ha dil miraa aa.iina-e-ramz-e-tauhiid
raaz-e-kaunain KHulaasa mire afsaane kaa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
karishma-e-mai-e-tauhiid ai ta.aal-allaah
suruur hai mire saaqii ko aur pii mai.n ne