SEARCH RESULTS
Showing search results for "दबाना"
Ghazal MATCHES FOR "दबाना"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
u.ngliyaa.n taar-e-garebaa.n me.n ulajh jaatii hai.n
saKHt dushvaar hai haatho.n se dabaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
pahle banaa.e aa.nkh me.n KHvaabo.n ke maqbare
phir hasrato.n ko dil me.n dabaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
hame.n jab apnaa ta.aaruf karaanaa pa.Dtaa hai
na jaane kitne dukho.n ko dabaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
hame.n jab apnaa ta.aaruf karaanaa pa.Dtaa hai
na jaane kitne dukho.n ko dabaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
rasm-e-duniyaa mujh ko bhii aaKHir nibhaanaa aa gayaa
apne mahsuusaat ko dil me.n dabaanaa aa gayaa
Joohi Begam
Ghazal
Ashwini Yadav
Ghazal
ye kis kaa tasavvur hai ye kis kaa fasaanaa hai
jo ashk hai aa.nkho.n me.n tasbiih kaa daanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
gho.nsle viiraan hai.n ab vo parinde hii kahaa.n
ik basere ke liye jo aab-o-daana chho.D de.n
Waseem Barelvi
Ghazal
khel dono.n kaa chale tiin kaa daana na pa.De
sii.Dhiyaa.n aatii rahe.n saa.np kaa KHaana na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
ham kahaa.n ke daanaa the kis hunar me.n yaktaa the
be-sabab hu.aa 'Gaalib' dushman aasmaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
garche hai dil-kushaa bahut husn-e-fara.ng kii bahaar
taa.erak-e-buland-baam daana-o-daam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
sayyaad asiir-e-daam-e-rag-e-gul hai andaliib
dikhlaa rahaa hai chhup ke use daam-o-daana kyaa