SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरिया-ए-नदामत"
Ghazal MATCHES FOR "दरिया-ए-नदामत"
Ghazal
ek aa.nsuu thaa ki dariyaa-e-nadaamat thaa 'faraaz'
dil se bebaak shanaavar ko Duboyaa kaisaa
Ahmad Faraz
Ghazal
rakhnaa qadam chaman me.n KHizaa.n dekh-bhaal kar
dariyaa-e-rang-o-buu me.n hai girdaab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
naakaamii-e-vafaa pe nadaamat hai kyaa karuu.n
ai dil ye ek talKH haqiiqat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qadmo.n se itnaa duur kinaara kabhii na thaa
naa-qaabil-e-ubuur ye dariyaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jo the mahruum-e-anaa jaa kar samundar me.n gire
ek dariyaa ne magar apnii ravaanii chho.D dii
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
is baar sail-e-ashk-e-nadaamat ke saath 'raaz'
aa.nkho.n se raushnii-e-nadaamat nahii.n ga.ii
Sufia Anjum Taj
Ghazal
baKHshish ne mujh ko abr-e-karam kii kiyaa KHajil
ai chashm josh-e-ashk-e-nadaamat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
suurat-e-ashk-e-nadaamat hii sahii ai 'shahpar'
merii aa.nkho.n se kabhii us ko guzarnaa pa.D jaa.e
Shehpar Rasool
Ghazal
shikva Galat hai rahmat-e-parvardigaar se
mujh ko hii qadr-e-ashk-e-nadaamat nahii.n rahii
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
KHauf-e-ehsaas-e-nadaamat ko miTaane ke liye
raat Dhal jaa.e to ghar jaane ko jii chaahtaa hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
mujh gunahgaar ko hai naaz jo rahmat pe tirii
tarz-e-iz.haar-e-nadaamat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sadiq Naqvi
Ghazal
sivaa-e-ranj-e-nadaamat na kuchh milaa tum ko
mai.n kah rahaa thaa banaa.o na tum misaal mujhe
Zubair Rizvi
Ghazal
aayaa kabhii thaa shahr-e-nigaaraa.n se dil-figaar
palko.n pe sail-e-ashk-e-nadaamat hai aaj bhii
Saghir Ahmad Sufi
Ghazal
taar is kaa TuuTne paa.e na 'kaifii' hashr tak
daaman-e-ashk-e-nadaamat jurm-e-isyaa.n-posh hai
Kaifi Hyderabadi
Ghazal
duur karnii ho jo taariikii-e-raah-e-iKHlaas
mash.al-ashk-e-nadaamat hii jalaa lii jaa.e