SEARCH RESULTS
Showing search results for "दर-ए-मक़सूद"
Ghazal MATCHES FOR "दर-ए-मक़सूद"
Ghazal
dushmanii kab thii haasil-e-'maqsuud'
haath ba.Dhte hai.n dostii ke liye
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
milegii manzil-e-'maqsuud' ik din
abhii shaadaab KHvaahish kaa shajar hai
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
kaa.np uThtaa hai dil-e-'maqsuud' Gam ke naam par
mai.n to ik ik dard sah letaa huu.n muskaate hu.e
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
dar-e-ma.amuul pe sailaab ne dastak kyaa dii
aa.nkh milte hu.e dariyaa kaa kinaaraa jaagaa
Maqsood Ahmad Maqsood
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
is dil-e-betaab ko taskiin aaKHir kaun de
is kii qismat me.n tahammul ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
tum to shaadaa.n the ki bas haar gayaa hai 'maqsuud'
kis kii dar-asl hu.ii maat tumhe.n kyaa ma.aluum
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
mere tevar hii ai 'maqsuud' bachat hai merii
saKHt mushkil me.n bhii niilaam ye zevar na hu.aa
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
tere 'maqsuud' kii hai ye hasrat faqat
dekh le tujh ko ruKHsat ke lamhaat me.n
Maqsood Ahmad Maqsood
Ghazal
unhe.n hai ja.Dnaa zamii.n ke libaas me.n 'maqsuud'
chalo sitaare had-e-aasmaa.n se maa.ngte hai.n