SEARCH RESULTS
Showing search results for "दस्त-ए-तही"
Ghazal MATCHES FOR "दस्त-ए-तही"
Ghazal
dast-e-tahii ba.Dhaa.iye kis ishtiyaaq se
TuuTaa hai shaaKH-e-shab se jo taaraa kabhii kabhii
Aziz Tamannai
Ghazal
ik dishaa to dikhaataa gayaa kam se kam
vo jo kaase se dast-e-tahii bhar gayaa
Nand Kishore Anhad
Ghazal
apne hii dast-e-tahii-zarf ne maaraa tum ko
ab bikhar jaanaa hii iksiir tumhaare liye hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
uThaa sakaa na mai.n dast-e-tahii se patthar bhii
mataa-e-Gair saa vo kaa.nch kii duukaan me.n thaa
Zafar Ghauri
Ghazal
hurmat-e-aslaaf hai is band muTThii kii asaas
apnii rusvaa.ii se Dar dast-e-tahii se KHauf khaa
Zafar Moradabadi
Ghazal
uThaa sakaa na mai.n dast-e-tahii se patthar bhii
mataa-e-Gair saa vo kaa.nch kii dukaan me.n thaa
Zafar Ghauri
Ghazal
Hakeem Manzoor
Ghazal
kyuu.n aasmaa.n ne dast-e-tahii phir kiyaa daraaz
kyuu.n dhuup zer-e-saaya-e-diivaar aa.ii hai
Siddique Mujibi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
surKHii ke sabab KHuub khilaa hai gul-e-laala
aariz me.n labo.n me.n kaf-e-dast o kaf-e-paa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
hai shaad be-dilii pe tahii-dast-e-aarzuu
achchhaa kiyaa nishaan-e-tamannaa miTaa diyaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
sunaa hai chand tahii-daamano.n me.n zarf to thaa
'suruur' ham ko tava.ngar bhii ta.ng-dast mile