SEARCH RESULTS
Showing search results for "दाग़-ए-दिल"
Ghazal MATCHES FOR "दाग़-ए-दिल"
Ghazal
jo na naqd-e-daaG-e-dil kii kare shola paasbaanii
to fasurdagii nihaa.n hai ba-kamiin-e-be-zabaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
daaG-e-dil apnaa kisii tarah dikhaa.e na bane
aur chaahuu.n jo chhupaanaa to chhupaa.e na bane
Mahir Aarwi
Ghazal
har ik daaG-e-dil sham.a saa.n dekhtaa huu.n
tirii anjuman zau-fishaa.n dekhtaa huu.n
Tabish Dehlvi
Ghazal
daaG-e-dil apnaa kisii tarah dikhaa.e na bane
aur chaahuu.n jo chhupaanaa to chhupaa.e na bane
Mahir Aarwi
Ghazal
daaG-e-dil daaG-e-jigar sham-e-farozaa.n ho gayaa
un ke aate hii mire dil me.n charaaGaa.n ho gayaa
Fazil Kashmiri
Ghazal
daaG-e-dil Gam kii tapish se yuu.n sar-e-shaam jale
apnii naakaamii pe jaise ko.ii naakaam jale
Basit Ujjaini
Ghazal
ye daaG-e-dil tire ruKH kaa javaab ho na sakaa
charaaG laakh jalaa aaftaab ho na sakaa
Sarosh Lucknowi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
daaG-e-dil se mah-o-KHurshiid ko nisbat kyaa hai
saamne aa.e.n to khul jaa.e haqiiqat kyaa hai
Raft Bahraichi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
dekh kar daaG-e-dil-e-raushan ko ham
bhuul baiThe laala-e-gulshan ko ham
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
dekh kar daaG-e-dil-e-raushan ko ham
bhuul baiThe laala-e-gulshan ko ham