SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिल-ए-नामा-बर"
Ghazal MATCHES FOR "दिल-ए-नामा-बर"
Ghazal
KHat de ke chaahtaa thaa zabaanii bhii kuchh kahe
rakkhaa magar kisii ne dil-e-naama-bar pe haath
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
jo tujhe chaahaa bataanaa na bataayaa phir bhii
kab chhupaa haal-e-dil-e-soKHta naama-bar se
Mushtaq Anjum
Ghazal
le u.Daa kyaa iztiraab-e-justujuu-e-naama-bar
mai.n jo uchhlaa aa ga.e jibriil ke par haath me.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
le u.Daa kyaa iztiraab-e-justujuu-e-naama-bar
mai.n jo uchhlaa aa ga.e jibriil ke par haath me.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
pahu.nch gayaa tire hamnaam ke yahaa.n shaayad
bataa rahaa hai KHat-e-naaz-e-naama-bar kaa fareb
Wali Kakoravi
Ghazal
KHat pe KHat laa.e jo murG-e-naama-bar
bole in murGo.n kaa Darbaa khul gayaa
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
miTTii me.n kyaa dharii thii ki chupke se sau.np dii
jaan-e-aziiz peshkash-e-naama-bar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
dekhiyo zid mere murG-e-naama-bar ke vaaste
qai.nchiyaa.n lagvaa.ii.n hai.n be-rahm ne diivaar par
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
go murG-e-naama-bar ko bismil kiyaa hai us ne
tai kar rahegaa aaKHir manzil ta.Dap ta.Dap kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aate jaate hai.n na.e har roz murG-e-naama-bar
banda-parvar aap kaa ghar bhii kabuutar-KHaana hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
taa.ir-e-naama-bar apnaa yahii kahtaa hai ki aah
raqam-e-shauq kii garmii se mai.n jal jaa.uu.ngaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
bane balaa se miraa murG-e-naama-bar bha.nvraa
ki us ko dekh ke vo mu.nh se KHush-KHabar to kahe