SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिल-ए-बेबाक"
Ghazal MATCHES FOR "दिल-ए-बेबाक"
Ghazal
azm-e-buland jo dil-e-bebaak me.n rahaa
aks-e-jaliil us kaa mirii KHaak me.n rahaa
Rashid Aazar
Ghazal
dil-e-vahshat-asar kuchh to bataa de
KHamoshii kyo.n hai hangaame kahaa.n hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
uf ye sannaaTaa dil ke aa.ngan me.n
ko.ii rahtaa nahii.n makaan me.n kyaa
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
vo jis ne chhiinii mataa-e-hayaat ai 'bebaak'
ham us se bhii to ta'alluq bahaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
'bebaak' miTaa saktaa nahii.n ham ko zamaana
ham haq ke liye bar-sar-e-paikaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
pattharo.n kaa shahr hai 'bebaak' ye
ab alag bastii basaanaa chaahiye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
dil na maanaa aql ne ye baat samjhaa.ii bahut
ishq me.n har gaam pe hotii hai rusvaa.ii bahut
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
KHushbuu dete hai.n sabhii daaG puraane dil ke
jab ye purvaa.iyaa.n yaado.n ko havaa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye 'ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
detaa hai ab yahii dil-e-shoriida mashvara
jiine se ta.ng ho to miyaa.n mar ke dekh lo
Dil Ayubi
Ghazal
hamdam ha.nsii u.Daa na dil-e-daaG-daaG kii
tohfe diye hu.e ye kisii mehrbaa.n ke hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' ye haal ishq me.n hogaa KHabar na thii
pachhtaa.e ham to rog lagaa kar fuzuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
zaamin nashv-o-numaa-e-gul-e-tar hai ai 'dil'
dard-mandii kii KHalish sii jo dil-e-KHaar me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
KHushaa-nasiib ki diivaane hai.n to ham ai 'dil'
kamaal-e-nisbat-e-diivaana-gar bhii rakhte hai.n