SEARCH RESULTS
Showing search results for "दौलत-ए-हुस्न"
Ghazal MATCHES FOR "दौलत-ए-हुस्न"
Ghazal
daulat-e-husn kii bhii hai kyaa luuT
aa.nkho.n ko pa.D ga.ii hai luuTaa-luuT
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ba-naam-e-daulat-e-husn-o-jamaal be-paayaa.n
samajh ke kiijiye ahl-e-talab kii dil-shikanii
Varis Kirmani
Ghazal
tiraa husn fitna-saamaa.n miraa ishq vaalihaana
ye junuu.n to vo qayaamat pa.Daa aafato.n se paalaa
Daulat Ram Sabir Panipati
Ghazal
baaGbaa.n kaash kahe fasl-e-KHizaa.n se itnaa
daulat-e-husn-e-KHudaa-daad ko barbaad na kar
Shaghil Usmani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
baras rahii hai hariim-e-havas me.n daulat-e-husn
gadaa-e-ishq ke kaase me.n ik nazar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
daulat-e-husn Gulaamo.n ko banaatii hai shaah
tohmat-e-ishq se hote hai.n subuksaar aziiz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
paasbaanaan-e-hayaa kyaa hu.e ai daulat-e-husn
ham churaa kar tirii duz-diida nazar jaate hai.n
Akhtar Shirani
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
jur.at-e-arz-e-tamannaa mujhe kyo.n kar ho 'ka.nval'
KHaatir-e-husn pe har baat giraa.n guzrii hai