SEARCH RESULTS
Showing search results for "धड़कनें"
Ghazal MATCHES FOR "धड़कनें"
Ghazal
dil hai to dha.Dakne kaa bahaana ko.ii Dhuu.nDe
patthar kii tarah be-his o be-jaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
muddat hu.ii ik haadsa-e-ishq ko lekin
ab tak hai tire dil ke dha.Dakne kii sadaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
tez hotii jaa rahii hai.n dha.Dkane.n aise 'adiim'
jaise agle mo.D par vo be-vafaa mil jaa.egaa
Adeem Hashmi
Ghazal
tire badan me.n dha.Dakne lagaa huu.n dil kii tarah
ye aur baat ki ab bhii tujhe sunaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii ke saath ga.ii.n dil kii dha.Dkane.n 'qaisar'
phir is ke baa'd mohabbat kaa haadisa na hu.aa
Qaisarul Jafri
Ghazal
yuu.n terii nigaaho.n me.n asar Dhuu.nD rahaa huu.n
jaise ki tujhe dil ke dha.Dakne kaa pataa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
dil dha.Dakne kii sadaa aatii hai gaahe-gaahe
jaise ab bhii tirii aavaaz mire kaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
us ne ik roz kiyaa ham se achaanak vo savaal
dha.Dkane.n tham sii ga.ii.n vaqt ne jumbish nahii.n kii
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
kuchh havaa kuchh dil dha.Dakne kii sadaa
shor me.n kuchh sun nahii.n paataa huu.n mai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
dha.Dkane.n dil kii gine KHuu.n me.n ravaanii maa.nge
zindagii ishq kii ai dost javaanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
phir tiraa zikr kiyaa baad-e-sabaa ne mujh se
phir mire dil ko dha.Dakne ke bahaane aa.e
Iqbal Ashhar
Ghazal
jaane vaale ne hamesha kii judaa.ii de kar
dil ko aa.nkho.n me.n dha.Dakne ke liye chho.D diyaa
Javed Saba
Ghazal
ham hai.n ki kabhii zabt kaa daaman nahii.n chho.Daa
dil hai ki dha.Dakne pe kamar baa.ndhe hu.e hai
Munawwar Rana
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
dil ke bekaar dha.Dakne pe kahaa.n KHush the miyaa.n
ham to phuule na samaa.e ba-sadaa-e-haa.e
Jawad Sheikh
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vasl-e-mahbuub kii ummiid me.n tezii se chalii.n
dha.Dkane.n aur ye diivaar-gha.Dii shaam ke baa'd