SEARCH RESULTS
Showing search results for "नज़ला"
Ghazal MATCHES FOR "नज़ला"
Ghazal
shaiKH-e-be-nafs ko nazla nahii.n hai naak kii raah
ye hai jiryaan-e-manii dhaat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
ham dard-ba-dil naalaa.n vo dast-ba-dil hairaa.n
ai ishq to kyaa zaalim teraa hii zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
sikhaate naala-e-shab-giir ko dar-andaazii
Gam-e-firaaq kaa us charKH ko aduu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
andaaz-e-naala yaad hai.n sab mujh ko par 'asad'
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kahtaa hai kaun naala-e-bulbul ko be-asar
parde me.n gul ke laakh jigar chaak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
vo naala dil me.n KHas ke baraabar jagah na paa.e
jis naala se shigaaf pa.De aaftaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ai ishq-e-naalaa-kash tirii Gairat ko kyaa hu.aa
hai hai araq araq vo tan-e-naaznii.n rahe