SEARCH RESULTS
Showing search results for "नजीब"
Ghazal MATCHES FOR "नजीब"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
hariim-e-lafz me.n kis darja be-adab niklaa
jise najiib samajhte the kam-nasab niklaa
Iftikhar Arif
Ghazal
har aa.nkh me.n 'najiib' hai.n sapne base hu.e
is jaagte dayaar me.n bedaar kaun hai
Najeeb Ahmad
Ghazal
zard miTTii me.n ghulii sabz tavaanaa.ii 'najiib'
ab zaraa aa.nkh lagii hai to ye KHvaab aa.egaa
Najeeb Ahmad
Ghazal
Najeeb Ahmad
Ghazal
tere hamdam tire hamraaz hu.aa karte the
ham tire saath tiraa zikr kiyaa karte the
Najeeb Ahmad
Ghazal
Iftikhar Mughal
Ghazal
ka.ii 'najiib' isii aag se janam le.nge
ki merii raakh se ban.naa hai aashiyaa.n meraa
Najeeb Ahmad
Ghazal
ik tirii yaad gale aise pa.Dii hai ki 'najiib'
aaj kaa kaam bhii ham kal pe uThaa rakhte hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
in a.ndhero.n me.n lahuu-ra.ng savero.n kii 'najiib'
kyaa firozaa.n ko.ii qindiil nahii.n ho saktii
Najeeb Ahmad
Ghazal
'najiib' jin ko Garaz ho na kuchh zamaane se
unhii ke saath abad tak zamaane chalte hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
jinhe.n thaa faKHr navaab-o-najiib hote hai.n
ab un ke ghar me.n tamaashe ajiib hote hai.n
Abid Kazmi
Ghazal
Dolii uTThii na tahii-chashm sitaaro.n kii 'najiib'
sub.h-e-namnaak ne ruKHsat ye baraate.n kii hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
Maaz Aiz
Ghazal
ghanTiyaa.n bajne se pahle shaam hone ke qariib
chho.D jaataa mai.n tiraa gaa.nv magar mere nasiib