SEARCH RESULTS
Showing search results for "नश्तर"
Ghazal MATCHES FOR "नश्तर"
Ghazal
nashtar-ba-dast shahr se chaaragarii kii lau
ai zaKHm-e-be-kasii tujhe bhar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
nashtar hai mere haath me.n kaa.ndho.n pe mai-kada
lo mai.n ilaaj-e-dard-e-jigar le ke aa gayaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
jis dil ko tum ne lutf se apnaa banaa liyaa
us dil me.n ik chhupaa hu.aa nashtar zaruur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
jazb-e-vahshat tire qurbaan tiraa kyaa kahnaa
khi.nch ke rag rag me.n mire nashtar-e-fassaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
andaaz-e-sitam un kaa dekhe to ko.ii 'hasrat'
milne ko to milte hai.n nashtar se chubhote hai.n
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
zaKHmo.n ko gavaaraa nahii.n yak-ra.ngi-e-haalaat
nashtar kii tarah aa kabhii marham kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
ye tirii yaad hai yaa merii aziyyat-koshii
ek nashtar saa rag-e-jaa.n ke qariib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
nashtar saa utar jaave hai siine me.n hamaare
jab maathe pe bal Daal ke tum baat karo ho
Iqbal Azeem
Ghazal
mujhe kuchh saaz hai nashtar se varna
mire zaKHmo.n ke yaa.n marham bahut hai.n
Maikash Akbarabadi
Ghazal
hai gudaaz-e-mom andaaz-e-chakiidan-haa-e-KHuu.n
niish-e-zambuur-e-asal hai nashtar-e-fassaad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ashk aa.nkho.n se gire KHuun rago.n me.n jo na thaa
mai.n ne aaKHir adab-e-nashtar-e-fassaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sad nashtar-e-mizhgaa.n ke lagne se na niklaa KHuu.n
aage tujhe 'miir' aisaa saudaa na hu.aa hogaa