SEARCH RESULTS
Showing search results for "नसीब-ए-हिजरत"
Ghazal MATCHES FOR "नसीब-ए-हिजरत"
Ghazal
Gam-e-hayaat se raunaq hayaat kii hai 'nasiib'
ki phuul phuul hai jab tak hujuum-e-KHaar me.n hai
Daud Naseeb
Ghazal
jis se na uTh sakii kabhii ik shaaKH-e-gul 'nasiib'
hairat hai aise haath ne KHanjar uThaa liyaa
Daud Naseeb
Ghazal
chaahtaa hai ye mire daur kaa dastuur 'nasiib'
tishnagii dil me.n to aa.nkho.n me.n samundar rakhnaa
Daud Naseeb
Ghazal
rah-e-vafaa se guzarnaa muhaal ho jaataa
agar 'nasiib' na hotaa hamaare saath ye Gam
Daud Naseeb
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
bas is qadar ki ye hijrat kii umr kaT jaa.e
na mujh Gariib se rakh silsila bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dil-e-Gariib ko ghar kaa hu.aa na chain nasiib
ise to 'umr sar-e-rahguzaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
aab-e-paikaa.n paas hai lekin nasiib
phir bhii KHushkii hai lab-e-sofaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
taskiin-e-dil nasiib nahii.n hai to kyaa hu.aa
honaa yahii hai pyaar jataane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
ham se kar be-sar-o-saamaanii-e-hijrat pe savaal
us se mat puuchh jo imlaak badal kar aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
ham se kar be-sar-o-saamaanii-e-hijrat pe savaal
us se mat puuchh jo imlaak badal kar aaya
Jamal Ehsani
Ghazal
abhii KHabar nahii.n nau-vaaridaan-e-hijrat ko
kahaa.n se uTThe hai.n baadal kahaa.n pe barse hai.n
Ashfaq Husain
Ghazal
shab-e-hijrat bahut KHadshe the lekin
zamaana nii.nd se jaagaa nahii.n thaa