SEARCH RESULTS
Showing search results for "नापाक"
Ghazal MATCHES FOR "नापाक"
Ghazal
ik taraf ruuh vazuu me.n nahii.n hotii shaamil
ik taraf sajda-e-naapaak mirii taak me.n hai
Asim Wasti
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
sote hai.n ham zamii.n par kyaa KHaak zindagii hai
maaTii me.n san rahe hai.n naapaak zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kaisii mohabbat kaisaa ta'alluq Dho.ng hai sab
maa.n ke alaava har rishta naapaak hu.aa
Rashid Hamidi
Ghazal
kuchh logo.n kii ruuho.n pe to qaabiz rahaa shaitaa.n
the ujle libaas un ke vo naapaak bahut the
Tauqeer Zaidi
Ghazal
aur dho nahii.n tuu phe.nk de naapaak ho gayaa
vo duusraa jo hai so piro laa izaar-band
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aap ne achchhaa kiyaa tathiir-e-KHvaahish hii na kii
varna zamzam chashma-e-naapaak hotaa Gaaliban
Rahi Fidai
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
vo hame.n sharbat pilaataa hai sharaabo.n kii tarah
is fareb-e-aab me.n naapaak ho jaate hai.n ham
Mumtaz Iqbal
Ghazal
mujh se raqiib-o-la.ii.n jiiv me.n rakhtaa hai kii.n
us sag-e-naapaak suu.n KHuub nahii.n bolnaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
sho.ala-e-mai kii navaazish hai to lag jaa.egii
saaz-e-hastii ke har ik naGma-e-naapaak me.n aag
Fitrat Ansari
Ghazal
zahr-e-saa.at hii piye.n jism tah-e-KHaak to ho
sard aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaahish-e-naapaak to ho
Zafar Siddiqui
Ghazal
Mumtaz Iqbal
Ghazal
ik taraf ruuh vuzuu me.n nahii.n hotii shaamil
ik taraf sajda-e-naapaak mirii taak me.n hai