SEARCH RESULTS
Showing search results for "निसंग"
Ghazal MATCHES FOR "निसंग"
Ghazal
do lochan hai.n tere nisa.ng chor raavat
o no suu.n dilerii na kar sab hii haare
Quli Qutub Shah
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
us kii zabaa.n me.n itnaa asar hai ki nisf shab
vo raushnii kii baat kare aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
pa.Dhtaa namaaz mai.n bhii huu.n par ittifaaq se
uThtaa huu.n nisf raat ko dil kii sadaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo jis ke nisf ne paagal kiyaa hai duniyaa ko
mai.n sochtaa huu.n haqiiqat me.n saaraa kyaa hogaa
Muzdam Khan
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
tuluu-e-sub.h kii afvaah itnii aam hu.ii
ki nisf shab ko gharo.n ke diye bujhaa.e ga.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
maal chorii kaa jo taqsiim kiyaa choro.n ne
nisf to baT gayaa bastii ke nigahbaano.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ik nazar nisf nazar shoKH ne Daalii dil par
aur is dasht ko pairaaya-e-gulzaar diyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
nisf se dekh zaraa kam na ziyaada aadhaa
baa.nT lete hai.n mohabbat tujhe aadhaa aadhaa
Komal Joya
Ghazal
ye jaantaa huu.n ki hai nisf shab magar saaqii
zaraa sii chaahiye ik mard-e-paarsaa ke liye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
nisf nahaar pe yuu.n lagtaa hai suuraj bhii
vaqt kii aab-o-taab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
nisf aa.nkhe.n khol kar hii us ne dekhaa thaa mujhe
chalne phirne kii sakat mafluuj tan me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
naama baraa.e nisf mulaaqaat bhuul jaa.o
takmiil-e-kaar-e-KHair ko aa kar milaa karo
Shakeel Jafri
Ghazal
nisf sad-saal se bhii zyaada hu.ii umr tamaam
aur kis din ke liye un kii masiihaa.ii hai