SEARCH RESULTS
Showing search results for "पड़ाव"
Ghazal MATCHES FOR "पड़ाव"
Ghazal
tumhaare piichhe lagii hai.n udaasiyaa.n kab se
kisii pa.Daav pe ruk kar inhe.n shikaar karo
Madan Mohan Danish
Ghazal
suuraj ke saamne hai.n na.e din ke marhale
ab raat jaa chukii hai guzishta pa.Daav par
Ehsan Danish
Ghazal
kuchh aa.ndhiyaa.n bhii apnii mu.aavin safar me.n thii.n
thak kar pa.Daav Daalaa to KHeme ukha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
bas ik kahaanii hu.ii ye pa.Daav aisaa thaa
mirii chitaa kaa bhii manzar alaav aisaa thaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
chehre faqat pa.Daav hai.n manzil nahii.n tirii
ai kaarvaan-e-ishq tirii raah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
musaafirat ke ka.ii marhale tamaam hu.e
ki merii KHaana-badoshii ko ab pa.Daav bhii de
Shakeel Azmi
Ghazal
maanaa bahut hasiin thaa vo umr kaa pa.Daav
qissa magar na chhe.Diye ahd-e-shabaab kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
tum us ke ghar kii taraf chal pa.De to ho lekin
ko.ii pa.Daav nahii.n aasmaan se pahle
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
mahaaz-e-jang se pahle kahii.n pa.Daav banaa.o
nadii pe baa.ndh banaane se pahle naav banaa.o
Charagh Sharma
Ghazal
nikal sakii na ko.ii bhii faraar kii suurat
sipaah-e-ziist kaa mujh par pa.Daav aisaa thaa
Abbas Tabish
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
rahzan hai.n ahl-e-qaafila hai.n aur gard-e-raah
rahbar ko chho.D aa.e hai.n pichhle pa.Daav par