SEARCH RESULTS
Showing search results for "पलटना"
Ghazal MATCHES FOR "पलटना"
Ghazal
palaT rahe hai.n Gariib-ul-vatan palaTnaa thaa
vo kuucha ruu-kash-e-jannat ho ghar hai ghar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
na jaa ki is se pare dasht-e-marg ho shaayad
palaTnaa chaahe.n vahaa.n se to raasta hii na ho
Muneer Niyazi
Ghazal
mirii du.aa ko palaTnaa thaa phir udhar 'mohsin'
bahut ujaa.D the manzar ufuq se paar ke bhii
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHushk mashkiiza liye KHaalii palaTnaa hai use
aur dariyaa.o.n kaa shiiraaza bikhar jaanaa hai
Rakib Mukhtar
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
palaT ke aa.e Gariib-ul-vatan palaTnaa thaa
ye dekhnaa hai ki ab ghar kahaa.n banaate hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
har ek baat tirii be-sabaat kitnii hai
palaTnaa baat ko dam bhar me.n baat kitnii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
chhuu kar bulandiyo.n ko palaTnaa hai ab mujhe
khaane ko mere ghaas bhii kohsaar me.n nahii.n
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
aasaa.n rujuu-e-shams hai lekin tire malang
pahu.nche.n vahaa.n jahaa.n se palaTnaa muhaal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
KHair-maqdam ko hai tayyaar jahaa.n jaa.iye aap
haa.n palaTnaa ho to phir mere hii ho jaa.iyegaa
Mohammad Ahmad
Ghazal
chaman chaman hai agar gul-fishaa.n to kyaa kiije
hame.n to apne KHaraabe ko hii palaTnaa hai
Aslam Ansari
Ghazal
us ne is tarah pukaaraa ki palaTnaa hii pa.Daa
varna ik baar chalaa jaa.uu.n to aataa nahii.n mai.n
Ahmad Azeem
Ghazal
palaTnaa bhii nahii.n 'shaahiin' mai.n ne
aur aage bhii ko.ii rasta nahii.n hai