SEARCH RESULTS
Showing search results for "पामाल"
Ghazal MATCHES FOR "पामाल"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
paamaal ham na hote faqat jaur-e-charKH se
aa.ii hamaarii jaan pe aafat ka.ii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
gul ko paamaal na kar la.al-o-gohar ke maalik
hai use turra-e-dastaar-e-Gariibaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
paamaal ho na jaa.e sitaaro.n kii aabruu
ai mere KHush-KHiraam! zaraa aa.nkh to milaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ham bhii kyuu.n dahr kii raftaar se hote paamaal
ham bhii har laGzish-e-mastii ko saraahe jaate
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
mat rakhiyo gard-e-taarik-e-ushshaaq par qadam
paamaal ho na jaa.e sar-afraaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
vo jo paamaal-e-zamaana hai.n mire taKHt-nashii.n
dekh to kaisii mohabbat se tujhe dekhte hai.n
Parveen Shakir
Ghazal
yuu.n to paamaal hu.e saik.Do.n miTne vaale
pahle gintii me.n jo aa.ii mirii turbat aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
har galii kuuche me.n paamaal use ho jaanaa
dil hai yaa naqsh-e-qadam hai kisii harjaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
fitnagar shauq se 'bahzaad' ko kar de paamaal
is se taskiin-e-dilii gar tujhe haasil ho jaa.e
Behzad Lakhnavi
Ghazal
naaseh kaf-e-afsos na mal chal tujhe kyaa kaam
paamaal kare.nge vo mujhe yaa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
qadam qadam ram-e-paamaal se mai.n ta.ng aa kar
tire hii saamne aayaa tiraa shikaar jo thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
maanaa ki mai.n paamaal hu.aa zaKHm bhii khaa.e
auro.n ke liye raah to aasaan banaa dii
Mahirul Qadri
Ghazal
ko.ii gayaa dar-e-jaanaa.n pe ham hu.e paamaal
hamaaraa sar na hu.aa sa.ng-e-aastaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
kar chuke bas mujhe paamaal aduu ke aage
kyuu.n mirii KHaak u.Daate ho ye kyaa karte ho