SEARCH RESULTS
Showing search results for "पास-ए-आबरू"
Ghazal MATCHES FOR "पास-ए-आबरू"
Ghazal
na po.nchhte kabhii aa.nchal se Gair ke aa.nsuu
'shahiir' vo jo miraa paas-e-aabruu karte
Shaheer Machlishahri
Ghazal
unhe.n mafar na thaa iqraar-e-ishq se lekin
hayaa ko zid thii ki vo paas-e-aabruu karte
Akhtar Shirani
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
thaa paas-e-aabruu-e-mohabbat tamaam umr
ik buu.nd bhii palak se hamaarii girii nahii.n
Hairat Farrukhabadi
Ghazal
thaa paas-e-aabruu-e-tamannaa hame.n 'vahiid'
chun kar gul-e-muraad sab ahl-e-havas chale
Waheed Akhtar
Ghazal
lab-e-shiirii.n chhupe nahi.n ra.ng-e-paan sii.n
nihaa.n minqaar-e-tuutii me.n shakar hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ham to kahte the ki phir paane ke nahi.n jaane na do
ab ga.e par 'aabruu' phir paa.iye mushkil hai ye
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
kyuu.n kar na hove click hamaaraa guhar-fishaa.n
karte hai.n 'aabruu' ye taKHallus suKHan me.n ham
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
shaah-e-najaf ke naam kuu.n luu.n 'aabruu' sii.n siikh
haadii kaho imaam kaho rahnumaa kaho
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
baa.ndhaa hai barg-e-taak kaa kyuu.n sar pe sehra
kiyaa 'aabruu' kaa byaah hai bint-ul-enab setii
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
to.Dii priit ham sii.n piyaare ne 'aabruu'
laagii to thii ye bel pa aaKHir ukhaT ga.ii
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
dil miraa ta.aviiz ke juu.n le ke apne paas rakh
to tufail-e-hazrat-e-aashiq ke ho tujh kuu.n shifaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ash.aar 'aabruu' ke rashk-e-guhar hu.e hai.n
daaG-e-suKHan sii.n us ko luuluu hu.aa hai laalaa