SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़ारूक़"
Ghazal MATCHES FOR "फ़ारूक़"
Ghazal
chaltaa huu.n ehtiyaat se 'faaruuq' is liye
kar luu.n na phir kahii.n ko.ii nuqsaan dekhnaa
Zubair Farooq
Ghazal
ye raaz kis se bataa.uu.n ye baat kis se kahuu.n
hadiis-e-shauq kaa unvaa.n hai ek harf-e-junuu.n
Bashir Farooq
Ghazal
Farooq Shafaq
Ghazal
dostii me.n dil jo TuuTaa dushmanii achchhii lagii
raushnii me.n luT ga.e to tiirgii achchhii lagii
Farooq Shakeel
Ghazal
'faaruuq' dil kaa haal mai.n jaa kar kise kahuu.n
har chehra mujh ko apnaa hii chehra dikhaa.ii de
Zubair Farooq
Ghazal
phuulo.n ko vaise bhii murjhaanaa hai murjhaa.e.nge
khi.Dkiyaa.n kholii.n to sannaaTe chale aa.e.nge
Farooq Shafaq
Ghazal
ab to 'faaruuq' isii haal me.n KHush rahte hai.n
vaqt hai paas kahaa.n apne badalne ke liye
Zubair Farooq
Ghazal
jo KHud pe baiThe biThaa.e zavaal le aa.e
kahaa.n se ham bhii likhaa kar kamaal le aa.e
Farooq Shamim
Ghazal
mai.n to lamhaat kii saazish kaa nishaana Thahraa
tuu jo Thahraa to tire saath zamaana Thahraa
Farooq Shamim
Ghazal
manzar ajab thaa ashko.n ko rokaa nahii.n gayaa
ha.nstaa hu.aa jo aayaa thaa ha.nstaa nahii.n gayaa
Farooq Shafaq
Ghazal
gahrii niilii shaam kaa manzar likhnaa hai
terii hii zulfo.n kaa daftar likhnaa hai
Farooq Nazki
Ghazal
puKHta hone na diyaa KHaam bhii rahne na diyaa
ishq ne KHaas to kyaa aam bhii rahne na diyaa