SEARCH RESULTS
Showing search results for "बचपना"
Ghazal MATCHES FOR "बचपना"
Ghazal
der tak ha.nstaa rahaa un par hamaaraa bachpanaa
tajrabe aa.e the sanjiida banaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
abhii dikhaa.o na tasviir-e-zindagii is ko
ye bachpanaa hai abhii muskuraanaa chaahtaa hai
Mujahid Faraaz
Ghazal
ye sach hai bachpanaa kiicha.D me.n biitaa
bataa.o kab magar maile hu.e hai.n
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
Nikita Pareek
Ghazal
aa.nkh bhar aatii hai jab dekhuu.n vo bachcha rail me.n
vo khilaune bechtaa hai bachpanaa khote hu.e
Nikita Pareek
Ghazal
jahaa.n zide.n kiyaa kartaa thaa bachpanaa meraa
kahaa.n se laa.uu.n khilauno.n kii un dukaano.n ko
Azhar Inayati
Ghazal
vo bachpanaa vo mohabbat bhulaa.e kab ham ne
vo suukhe phuul tire KHat aur us ruumaal ke dukh
M. Usman Shakir
Ghazal
gaa.nv maktab bachpanaa taKHtii kitaab
khel thappa.D maa.n kaa aa.nchal aur mai.n
Shakeel Azmi
Ghazal
mai.n to.D to.D ke KHud ko banaataa rahtaa huu.n
ab ek umr hu.ii phir bhii bachpanaa na gayaa