SEARCH RESULTS
Showing search results for "बज़्म-ए-शराब"
Ghazal MATCHES FOR "बज़्म-ए-शराब"
Ghazal
Bazm Ansari
Ghazal
Bazm Ansari
Ghazal
'bazm' mohlat nahii.n dete mujhe afkaar-e-jahaa.n
fursat-e-kasrat-e-ash.aar kahaa.n se laa.uu.n
Bazm Ansari
Ghazal
mai.n 'bazm' soz-e-taGaaful se jal bujhaa lekin
use na zahmat-e-fikr-o-KHayaal dii mai.n ne
Bazm Ansari
Ghazal
vo 'umr 'bazm' ki jis kaa suraaG hii na milaa
us umr-e-rafta kii ik yaadgaar dil hii to hai
Bazm Ansari
Ghazal
vo jaa.n-nisaarii-e-baaham vo paas-e-ahd-e-vafaa
vo log 'bazm' kahaa.n kho ga.e KHudaa jaane
Bazm Ansari
Ghazal
Gam-e-jahaa.n kaa bhii kuchh haq hai 'bazm' Gaur karo
tamaam 'umr Gam-e-zaat ho to kaise ho
Bazm Ansari
Ghazal
ye dil hii 'bazm' abhii laa.iq-e-muraad nahii.n
abhii kuchh aur ise be-qaraar rahne de
Bazm Ansari
Ghazal
kis qadar maGmuum thii bazm-e-sharaab
dil ko kaisii bekalii thii raat bhar
Mittar Singh Aashna
Ghazal
taare khile hu.e hai.n shab-e-maahtaab hai
ma.ashuuq ham-piyaala hai bazm-e-sharaab hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
bazm-e-sharaab raqs kii majlis se kam nahii.n
naache hai parmaluu se qadah aur qadah se ham
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mahruum ne rah jaanaa kotaahi-e-himmat se
hone ko hai ai 'vaasif' ye bazm-e-sharaab aaKHir
Wasif Dehlvi
Ghazal
ai 'hasan' aap kahaa.n aur kahaa.n bazm-e-sharaab
piir-o-murshid burii sohbat bhii burii hotii hai
Hasan Barelvi
Ghazal
nivaala mu.nh kaa nahii.n fann-e-shaa.irii ai 'bazm'
ye kaam vo hai ki jo umr bhar nahii.n aataa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
mai.n aur zauq-e-baada-kashii le ga.ii.n mujhe
ye kam-nigaahiyaa.n tirii bazm-e-sharaab me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
mai.n aur zauq-e-baada-kashii le ga.ii.n mujhe
ye kam-nigaahiyaa.n tirii bazm-e-sharaab me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
jam sakii rangat na bazm-e-Gair me.n
ukh.Dii ukh.Dii aap kii taqriir se