SEARCH RESULTS
Showing search results for "बहाई"
Ghazal MATCHES FOR "बहाई"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jigar-e-tishna-e-aazaar tasallii na hu.aa
juu-e-KHuu.n ham ne bahaa.ii bun-e-har KHaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
Shahryar
Ghazal
bahaa KHuun-e-jigar a.nkhiyo.n se.n pal pal
sajan bin raat ham kuu.n yuu.n bahaa.ii
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
terii sub.ho.n ko tar-o-taazgii dene ke liye
raat kii raat in aa.nkho.n se bahaa.ii mai.n ne
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
kaa.nTo.n ko mat nikaal chaman se o baaGbaa.n
ye bhii gulo.n ke saath pale hai.n bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vaise to ik aa.nsuu hii bahaa kar mujhe le jaa.e
aise ko.ii tuufaan hilaa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
muddato.n baa'd us ne aaj mujh se ko.ii gila kiyaa
mansab-e-dilbarii pe kyaa mujh ko bahaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
na gul khile hai.n na un se mile na mai pii hai
ajiib rang me.n ab ke bahaar guzrii hai