SEARCH RESULTS
Showing search results for "बाज़ार-ए-मोहब्बत"
Ghazal MATCHES FOR "बाज़ार-ए-मोहब्बत"
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
hai turfa tamaasha sar-e-baazaar-e-mohabbat
sar bechte phirte hai.n KHariidaar-e-mohabbat
Dagh Dehlvi
Ghazal
baazaar-e-mohabbat me.n sharminda sharaafat hai
phuulo.n kii numaa.ish hai KHushbuu kii tijaarat hai
Asar Nizami
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
aagaah-e-rah-o-rasm-e-mohabbat hai.n jo aashiq
vo KHud ko fuGaa.n se kabhii rusvaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
yaa-rab hayaat-e-ishq mirii be-mazaa na ho
jiite jii dil se dard-e-mohabbat judaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
kyaa marhale hai.n raah-e-mohabbat ke marhale
dil par kahii.n banii hai mirii jaan par kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
laakh baazaar-e-mohabbat ke lagaa.e phere
be-vaquufii ke sivaa aur ko.ii saudaa na milaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
hukm kar 'aatish' ki baazaar-e-mohabbat band ho
ab kare.n TaTpuujiye garm apnii duukaa.n-daariyaa.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ban kar armaan-e-mohabbat jo dilo.n par chhaa sake
kahne vaale bhii kahe.n to aisaa afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
baazaar-e-mohabbat ke taajir hai.n sitam-pesha
ai 'baano' tirii qiimat lagtii hu.ii lagtii hai
Bano Saima
Ghazal
himmat-shikan hai.n raah-e-mohabbat ke marhale
har mo.D har qadam pe musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
likhtaa bhii hai mujh ko sar-e-qirtaas-e-mohabbat
mazmuum jo lagtaa huu.n miTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
ham ne baazaar-e-mohabbat me.n dil-e-vaarafta
har taraf teraa hii hote hu.e charchaa dekhaa
Sabir Rampuri
Ghazal
mai.n gunahgaar-e-mohabbat huu.n ye tasliim magar
har sitam mujh pe ravaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
baazaar-e-mohabbat me.n kamii kartii hai taqdiir
ban ban ke biga.D jaataa hai saudaa mire dil kaa