SEARCH RESULTS
Showing search results for "बाढ़"
Ghazal MATCHES FOR "बाढ़"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
havas kii baa.Dh har ik baa.ndh to.Dnaa chaahe
nazar kaa husn magar intiKHaab maa.nge hai
Karamat Ali Karamat
Ghazal
mere ehsaas kii ye baa.Dh to rukne se rahii
mujh ko diivaana banaa do ki mai.n zinda huu.n abhii
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
is adaa se baa.Dh dekhii aap ne talvaar kii
taa.ir-e-ra.ng-e-hinaa bhii taa.ir-e-bismil hu.aa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
mai.n baar baar jo us kii talab me.n jaataa huu.n
KHayaal-e-KHaam me.n shaayad mazaa ziyaada hai
Farhat Ehsas
Ghazal
baa.Dh dii baa.nkii adaa.o.n ne jo KHanjar ko 'jaliil'
zab.h karne me.n mire qaatil ko aasaanii hu.ii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
mahshar bapaa hai band hai.n kushto.n ke raaste
qad baa.Dh par hai baa.Dh hai teG-e-nigaah par
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
aa.ino.n kii hai ko.ii baa.Dh mire raste me.n
sadd-e-aflaak nahii.n chaadar-e-asbaab nahii.n
Aamir Suhail
Ghazal
tez kab tak hogii kab tak baa.Dh rakkhii jaa.egii
ab to ai qaatil tirii shamshiir aadhii rah ga.ii