SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेबसी"
Ghazal MATCHES FOR "बेबसी"
Ghazal
gar zindagii me.n mil ga.e phir ittifaaq se
puuchhe.nge apnaa haal tirii bebasii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bebasii bhii kabhii qurbat kaa sabab bantii hai
ro na paa.e.n to gale yaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ek musht-e-KHaak aur vo bhii havaa kii zad me.n hai
zindagii kii bebasii kaa isti.aara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
kah to saktaa huu.n magar majbuur kar saktaa nahii.n
iKHtiyaar apnii jagah hai bebasii apnii jagah
Anwar Shuoor
Ghazal
'ishq kar ke dekh lii jo bebasii dekhii na thii
is qadar uljhan me.n pahle zindagii dekhii na thii
Hakeem Nasir
Ghazal
jo dekhte mirii nazro.n pe bandisho.n ke sitam
to ye nazaare mirii bebasii pe ro dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
khurach rahaa huu.n mai.n diivaar par likhe hu.e naam
'ajiib tarh kii ik bebasii ne aa liyaa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
vo jo aa.nsu.o.n kii zabaan thii mujhe pii ga.ii
vo jo bebasii ke kalaam the mujhe khaa ga.e
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
un ke sitam bhii kah nahii.n sakte kisii se ham
ghuT ghuT ke mar rahe hai.n ajab bebasii se ham