SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेवक़ूफ़"
Ghazal MATCHES FOR "बेवक़ूफ़"
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
suuraj se ja.ng jiitne nikle the bevaquuf
saare sipaahii mom ke the ghul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
ye bevaquuf unhe.n maut se Daraate hai.n
jo KHud hii saaya-e-KHanjar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
ye gadhaa jo apnii Gaflat se hai bevaquuf itnaa
jo ye KHud ko jaan jaataa ba.Daa hoshiyaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
tanhaa.iyo.n pe apnii nazar kar zaraa kabhii
ai bevaquuf dil tujhe ghabraanaa chaahiye
Ameer Imam
Ghazal
tanhaa.iyo.n pe apnii nazar kar zaraa kabhii
ai bevaquuf dil tujhe ghabraanaa chaahiye
Ameer Imam
Ghazal
o na.ng-e-e.atibaar du.aa par na rakh madaar
o bevaquuf himmat-e-mardaana chaahiye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye bevaquuf bahut lagtii hai avaam use
tabhii to roz hii jumle naviin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Ghazal
sho.abada-baaz ab ke maayuus palaT gayaa hai 'raaz'
ya.anii ki bevaquuf is baar nahii.n banaa ko.ii
Ismail Raaz
Ghazal
vo bazm-e-shauq me.n shaamil kabhii nahii.n hogaa
jo bevaquuf ki uljhaa hu.aa hisaab me.n hai
Zahid Chaudhry
Ghazal
jo bhii shariik-e-mahfil-e-rindaa.n na ho sakaa
vo bevaquuf kaamil-e-iimaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
tujhe KHabar hai teraa baap kitnaa bevaquuf thaa
ki jhurriyaa.n KHariid kar tujhe shabaab de gayaa
Kashif Shakeel
Ghazal
sho.ala se duur rahiye ki shaa.ir sahii magar
ziddii hai bevaquuf hai dil kaa buraa bhii hai
Davarka Das Shola
Ghazal
kyaa vo hai bevaquuf ki jo boltaa hai sach
is baat ko samajhnaa pa.Daa sochnaa pa.Daa
Qamar Gwaliari
Ghazal
jantaa ko sabz-baaG dikhaa.e.nge mil ke ham
har ik ko bevaquuf banaa.e.nge mil ke ham
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
tabhii to ham ko saazisho.n ne sar ke bal giraa diyaa
hamii the bevaquuf jo kisii kii aas par lage
Ali Ejaz Tamimi
Ghazal
ai shaiKH-e-mohtaram tumhe.n jin kii talaash hai
vo bevaquuf tum ko mile.nge tihaa.D me.n