SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-पनाह"
Ghazal MATCHES FOR "बे-पनाह"
Ghazal
vo le ke hausla-e-azm-e-be-panaah chale
jo log ha.nste hu.e suu-e-qatl-gaah chale
Arsh Malsiyani
Ghazal
karam-navaaz kabhii zauq-e-be-panaah me.n aa
nazar me.n aa chukaa ab dil kii baargaah me.n aa
Nisar Dinajpuri
Ghazal
saa.nso.n ko karb ziist Gam-e-be-panaah ko
kis kis ko mutma.in mai.n karuu.n KHvaah-maKHvaah ko
Hamdoon Usmani
Ghazal
Zeeshan Sahil
Ghazal
ik sail-e-be-panaah kii suurat ravaa.n hai vaqt
tinke samajh rahe hai.n ki vahm-o-gumaa.n hai vaqt
Abdullah Javed
Ghazal
ik be-panaah raat kaa tanhaa javaab thaa
chhoTaa saa ik diyaa jo sar-e-ehtisaab thaa
Yasmeen Hameed
Ghazal
safar kii shaam thakan be-panaah thii merii
kanaar-e-aab-e-ravaa.n KHema-gaah thii merii
Abid Raza
Ghazal
vo raat be-panaah thii aur mai.n Gariib thaa
vo jis ne ye charaaG jalaayaa ajiib thaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
dariyaa kii be-panaah ravaanii se Dar lagaa
vo sag-gaziida thaa use paanii se Dar lagaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHabar milii hai KHudaayaan-e-bahr-o-bar se mujhe
fara.ng rahguzar-e-sail-e-be-panaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
Gam-haa.e-be-panaah ke baa-vasf dosto
fart-e-KHushii se aaj hai dil baaG baaG bhii
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
tuu kaamyaab nigaaho.n ko sharmsaar na kar
isii tarah sitam-e-be-panaah karne de
Talib Baghpati
Ghazal
hai.n muddato.n se dekhne vaalo.n ke muntazir
ehsaas-e-be-panaah kii jaagiir aur ham
Faheem Jogapuri
Ghazal
fard-e-amal siyaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
rahmat ko be-panaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n