SEARCH RESULTS
Showing search results for "भाड़"
Ghazal MATCHES FOR "भाड़"
Ghazal
KHvaab dikhlaa.e.n magar KHvaab kii taabiir na de.n
bhaa.D me.n aise KHudaa.o.n kii KHudaa.ii jaa.e
Shamim Abbas
Ghazal
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
kaho ab kyaa karuu.n daanaa ki jab yuu.n
birah ke bhaa.D me.n jaa kar pa.Daa dil
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
mujh ko sadaa na de.n na sataa.e.n mohabbate.n
merii balaa se bhaa.D me.n jaa.e.n mohabbate.n
Fauzia Shaikh
Ghazal
kisii din bhaa.D ko vo pho.D degaa
jise kahte hai.n sab thothaa chanaa hai
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
ghar se nikal ke aa.e hai.n baazaar ke liye
ye bhii.D-bhaa.D achchhii hai be-kaar ke liye
Rasool Saqi
Ghazal
bha.Dak rahe ho musalsal sar-e-sukuut-o-suKHan
kisii hasad me.n KHayaalo.n ko bhaa.D karte hu.e
Hamida Shaheen
Ghazal
naa-chiiz aap jaante hai.n is qadar mujhe
ulfat to jaave bhaa.D me.n kiine pe harf hai