SEARCH RESULTS
Showing search results for "मग़रूर"
Ghazal MATCHES FOR "मग़रूर"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
husn-e-maGruur kaa ye rang bhii dekhaa aaKHir
aaKHir un ko bhii kisii baat pe ronaa aayaa
Saifuddin Saif
Ghazal
ham aashiq-e-Gazal hai.n to maGruur kyo.n na ho.n
aaKHir ye shauq bhii to navaabo.n kaa shauq hai
Charagh Sharma
Ghazal
aaj to mahfil-e-yaaraa.n pe ho maGruur bahut
jab kabhii TuuT ke bikhroge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kyaa jaaniye kis baat pe maGruur rahii huu.n
kahne ko to jis raah chalaayaa hai chalii huu.n
Ada Jafarey
Ghazal
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
kaj-kulaahii pe na maGruur hu.aa kar itnaa
sar utar aate hai.n shaaho.n ke bhii dastaar ke saath
Saleem Siddiqui
Ghazal
mohabbat kii duniyaa me.n mash.huur kar duu.n
mirii saada-dil tujh ko maGruur kar duu.n
Akhtar Shirani
Ghazal
maGruur bahut the ham aa.nsuu kii saraayat par
so sub.h ke hone ko taasiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaun jaane ye tiraa shaa'ir-e-aashufta-mizaaj
kitne maGruur KHudaa.o.n kaa raqiib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo shoKH apne husn pe maGruur hai 'asad'
dikhlaa ke us ko aa.ina to.Daa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
maGruur kyuu.n hai.n aap javaanii par is qadar
ye mere naam kii hai ye merii du.aa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
maGruur na ho fazl-e-KHizaa.n aa ke chaman me.n
aise bhii hai.n kuchh phuul jo murjhaa nahii.n sakte
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHaaksaaro.n ko kabhuu laataa nahii.n KHaatir me.n vo
husn kii daulat par apne is qadar maGruur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
bunyaan-e-umr sust hai aur mun.imaan-e-dahr
maGruur apne ko shak-e-aalii binaa ke hai.n