SEARCH RESULTS
Showing search results for "मदफ़ून"
Ghazal MATCHES FOR "मदफ़ून"
Ghazal
ek madfuun dafiina inhii.n atraaf me.n thaa
KHaak u.Dtii hai yahaa.n aur vo gauhar gum hai
Rafi Raza
Ghazal
mujh me.n madfuun ba.De shahr-e-ma.aanii the magar
duur tak kar na sakaa vaqt KHudaa.ii merii
Bashir Saifi
Ghazal
jis kisii ne bhii sunaa.ii hai adhuurii hii sunaa.ii
ik kahaanii kisii madfuun KHaziine vaalii
Waqar Sahar
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
bahut ghuTan hai yahaa.n par ko.ii bachaa le mujhe
mai.n apnii zaat me.n madfuun huu.n nikaale mujhe
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
madfuun hu.aa zer-e-zamii.n aap kaa laaGar
chashm-e-lahad-e-ta.ng me.n jaalaa nazar aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
vo KHud bhii kar ga.e tar aa.nsu.o.n se turbat ko
galii me.n yaar kii madfuun is aabruu se hu.aa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
lahad me.n zehn kii madfuun paikar-e-auhaam
mirii rago.n me.n machalte hai.n zindagii kii tarah
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
madfuun hu.aa zer-e-zamii.n kyaa ko.ii vahshii
kyuu.n KHaak se ghabraa ke baguulaa nikal aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ye dil ki jis me.n hai.n madfuun sai.nka.Do.n yaade.n
navaadiraat kaa 'mohsin' ko.ii KHazaana hu.aa
Mohsin Ehsan
Ghazal
ab vo tahziib-o-tamaddun kahii.n madfuun hu.ii
is saliiqe se mirii jaan na urdu bolo
Aarif Nazeer
Ghazal
kaise bhalaa Guruur-o-takabbur kare ko.ii
madfuun ho ke honaa hai ik din hame.n turaab
Mahmood Ashra Maleg
Ghazal
apnaa siina hai ki hai ganj-e-shahiidaa.n 'muztar'
ek duniyaa yahii.n madfuun hai armaano.n kii
Muztar Muzaffarpuri
Ghazal
madfuun hai ik ruuh mirii KHaak me.n 'ahmad'
ye jism faqat ek lahad hai mire nazdiik
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
fasiil-e-jism me.n madfuun kar diyaa gayaa hai
burii tarah se miraa KHuun kar diyaa gayaa hai
Masood Ahmad
Ghazal
tuu ab is ruuh se sanjog kaa jokhim sah le
tujh ko madfuun KHazaano.n kii rasaa.ii de.nge