SEARCH RESULTS
Showing search results for "मारते"
Ghazal MATCHES FOR "मारते"
Ghazal
diivaaro.n se sar maarte phirne kaa gayaa vaqt
ab tuu hii magar aap kabhuu dar se dar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
Aanis Moin
Ghazal
matlab ko to pahu.nchte nahii.n andhe ke se taur
ham maarte phire hai.n u nahii.n Tappe To.iye
Meer Taqi Meer
Ghazal
kirdaar bhii dikhaataa agar shakl kii tarah
de maarte zamii.n pe mujhe yaar khii.nch kar
Muzdam Khan
Ghazal
pyaar se kar ke hamaa.il Gair kii gardan me.n haath
maarte teG-e-sitam se mujh ko gardan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
kyaa hai zikr-e-aatish-o-aahan ki gaddaaraan-e-gul
maarte hai.n haath a.ngaaro.n pe ghabraa.e hu.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jo aa.e hashr me.n vo sab ko maarte aa.e
jidhar nigaah phirii choT par lagaa.ii choT
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Zareef Lakhnavi
Ghazal
ham jaur-e-chashm-e-yaar se dam maarte nahii.n
ya.anii ravaa hai kab dil-e-biimaar to.Diye
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
dono.n haatho.n me.n uThaa.e hu.e bhaarii patthar
maarne aa.e hai.n iisaa ko havaarii patthar
Jafar Tahir
Ghazal
kahaa.n kii havaa tak rahaa hai tuu naadaa.n
ki pal maarte yaa.n havaa zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
tode jahaa.n the us ke shahiido.n kii KHaak ke
tiir us ne maare naaz se do-chaar har taraf