SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुज़्दा-ए-बेदाद"
Ghazal MATCHES FOR "मुज़्दा-ए-बेदाद"
Ghazal
KHud taGaaful ne diyaa muzhda-e-bedaad mujhe
allaah allaah mire naale bhii asar rakhte hai.n
Fani Badayuni
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
ye zulmato.n ke parastaar kyaa KHabar hote
mirii navaa me.n ba-juz muzhda-e-sahar kyaa thaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jo tire dard kaa aazaar liye phirte hai.n
muzhda-e-taale’-e-bedaar liye phirte hai.n
Abdul Hameed Farhat
Ghazal
saalik-e-raah-e-vafaa hai dil-e-aashufta-mizaaj
muzhda-e-gumrahi-e-shauq-e-safar se pahle
Jameel Mazhari
Ghazal
uf ra.ng-e-ruKH-e-baani-e-bedaad kaa aalam
jaise kisii mazluum kii fariyaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
Ghazal
aa.nkh jo ishva-e-pur-kaar liye phirtii hai
muzhda-e-taale-e-bedaar liye phirtii hai
Syed Hamid
Ghazal
mai.n huu.n vo bulbul-e-mahv-e-asiirii-e-bedaad
rahegii ruuh bhii ba.ad-e-fanaa fidaa-e-qafas
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
dil ko vaqf-e-Gam-e-bedaad kiye jaataa huu.n
apnaa ghar aap hii barbaad kiye jaataa huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
muzhda-e-mariiz-e-Gam vaqt-e-mudda.aa aaya
raushnii sitaaro.n kii dekh jhilmilaa.ii hai
Hasrat Kamali
Ghazal
pesh-e-bedaad-o-sitam sar na hu.e KHam apne
go ki auro.n kii tarah kushta-e-bedaad hai.n ham
Naresh Nadeem
Ghazal
tumhe.n bhii qasam hai ki jo sar jhukaa de
usii ko tah-e-teG-e-bedaad rakhnaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
KHushaa bedaad KHuun-e-hasrat-e-bedaad hotaa hai
sitam iijaad karte ho karam iijaad hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
kyuu.n na Thahre.n hadaf-e-naavak-e-bedaad ki ham
aap uThaa laate hai.n gar tiir KHataa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
muzhda-e-fasl-e-bahaaraa.n na sunaa gulchii.n ne
KHaak u.Daatii phirii gulshan me.n sabaa mere baad
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
sadaa-e-muzhda-e-laa-taqnatuu ke dhaare par
charaaG jalte rahe aas ke manaare par