SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुनाजात"
Ghazal MATCHES FOR "मुनाजात"
Ghazal
aashiq hu.e hai.n aap bhii ek aur shaKHs par
aaKHir sitam kii kuchh to mukaafaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ai soz-e-ishq tuu ne mujhe kyaa banaa diyaa
merii har ek saa.ns munaajaat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sharah-e-bedardi-e-haalaat na hone paa.ii
ab ke bhii dil kii mudaaraat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tuu Gazal ban ke utar baat mukammal ho jaa.e
muntazir dil kii munaajaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
baat karne me.n to jaatii hai mulaaqaat kii raat
kyaa barii baat hai rah jaa.o yahii.n raat kii raat
Ameer Minai
Ghazal
aa.nkho.n me.n nihaa.n hai jo munaajaat vo tum ho
jis samt safar me.n hai mirii zaat vo tum ho
Zia Jalandhari
Ghazal
to phir ye radd-e-munaajaat kii nahuusat kyuu.n
kabhii sunaa ki ibaadat kaa qaht pa.D gayaa hai?
Jawad Sheikh
Ghazal
ab kahne sun.ne ke liye kuchh bhii nahii.n rahaa
bas itnaa kaafii hai ki mulaaqaat ho ga.ii
Jameel Usman
Ghazal
is se pahle to du'aa.o.n pe yaqii.n thaa kam-kam
tuu ne chho.Daa to munaajaat kaa matlab samjhe
Komal Joya
Ghazal
iltijaa tujh se kab ai qibla-e-haajaat na thii
terii dargaah me.n kis roz munaajaat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
quvvat-e-kal ke masaaleh se aur itne bad-zan
vaa.e bar-daGdaGa-e-ahl-e-munaajaat ai 'josh'
Josh Malihabadi
Ghazal
ai kaash ho barsaat zaraa aur zaraa aur
ba.Dh jaa.e mulaaqaat zaraa aur zaraa aur
Ehya Bhojpuri
Ghazal
muddato.n ham se mulaaqaat nahii.n karte hai.n
ab to saa.e bhii ko.ii baat nahii.n karte hai.n
Farah iqbal
Ghazal
aapas kii guftuguu me.n bhii kaTne lagii zabaa.n
ab dosto.n se tark-e-mulaaqaat chaahiye
Jafar Tahir
Ghazal
har raat sitaaro.n ko zamii.n par liye phirnaa
har sub.h kahii.n hamd-o-munaajaat me.n rahnaa
Saleem Kausar
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
facebook kaa bhii ta'alluq hai ta'alluq kaisaa
dekh sakte hai.n mulaaqaat nahii.n kar sakte