SEARCH RESULTS
Showing search results for "मेयार-ए-हुनर"
Ghazal MATCHES FOR "मेयार-ए-हुनर"
Ghazal
kartii hai sahar zard gulaabo.n kii tijaarat
meyaar-e-hunar zaKHm ko bharne nahii.n detaa
Zaki Tariq
Ghazal
qadro.n kaa ye zavaal ye kaj-fahmiyo.n kaa daur
sab baa-hunar hu.e hai.n hunar ke baGair bhii
Puran Singh Hunar
Ghazal
ab dil bhii 'hunar' aap nayaa laa.e.n kahii.n se
ab shahr-e-hasiinaa.n me.n hai.n Gam aur tarah ke
Puran Singh Hunar
Ghazal
kuchh qalam-zaad havaalo.n kaa tasalsul baa.ndhe
vahm-e-naa-puKHta ko meyaar-e-hunar rakhte hai.n
Ghulam Mustafa Daim
Ghazal
kisii kii husn-e-nazar kaa ye faiz hai mujh par
'hunar' ke chehre se raushan hu.aa jamaal kaa rang
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
na karnaa ab mujhe aazaad phir tuu ai sayyaad
sukuun-e-qalb 'hunar' ko bahut qafas me.n hai
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
bolii ko.ii lagaa.e to mehr-o-KHuluus kii
ham KHud ko bech de.nge mataa’-e-hunar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
adab nahii.n hai rayaazii kaa mas.ala yaaro
har ek shaKHs pe kyuu.n tohmat-e-hunar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' tujhii ko ye saffaaki-e-hunar bhii milii
ik ek lafz ko yuu.n be-libaas kar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' tum uljhe rahe fikr o falsafe me.n yahaa.n
ba-naam-e-ishq vahaa.n qur.a-e-hunar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek big.Dii hu.ii tamsiil hai.n saare chehre
ko.ii manzar nahii.n meyaar-e-nazar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Haneef akhgar
Ghazal
apnaa iz.haar asiir-e-ravish-e-aam nahii.n
jaise kah de.n vahii meyaar-e-hunar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
jo raa.nda-e-dargaah the vo taKHt-nashii.n hai.n
me'yaar-e-faqiirii nahii.n daryuuza-garii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hunar-varo zaraa kuchh din ye turfagii bhii sahii
hamaare lafzo.n ko maa'nii kii laGzishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hunar-afshaani-e-KHaama ko du.aa do ki 'fazaa'
lafz ko sahl hu.aa naafa-e-aahuu likhnaa