SEARCH RESULTS
Showing search results for "यकसानियत"
Ghazal MATCHES FOR "यकसानियत"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
yaksaaniyat thii kitnii hamaare vajuud me.n
apnaa jo haal thaa vahii aalam bha.nvar kaa thaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
lahuu barfaab kar degii thakan yaksaaniyat kii
so kuchh fitne jagaa denaa zaruurii ho gayaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
ai dost! mujh se ishq kii yaksaaniyat na puuchh
tuu bhii kabhii kabhii mujhe begaana chaahiye
Abbas Tabish
Ghazal
ye sab ke chehro.n me.n yaksaaniyat sii kaisii hai
hasiin-tar ko.ii jachtaa nahii.n hasiino.n me.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
yaksaaniyat chhalakne lagii us ke sher se
jo shaKHs infiraad ke chakkar me.n pa.D gayaa
Qamar Aasi
Ghazal
kab tak fusuu.n me.n mausam-e-yaksaaniyat rahe
ai raa.ij-ul-jahaan nayaa inkishaaf kar
Tahir Adeem
Ghazal
har saaz kaa tarannum yaksaaniyat-numaa hai
ik taaza-kaar naGma tartiib de rahaa huu.n
Zafar Hameedi
Ghazal
zabt-e-Gam ko tuul de jab ziist kii yaksaaniyat
maut kii aavaaz se aataa hai aasaanii kaa shor
Aisha Ayub
Ghazal
KHudaa bhii to kabhii yaksaaniyat se uktaa.e
kamaal kaun saa hogaa jo mar ga.e ham bhii
Hasan Shahnawaz Zaidi
Ghazal
vahii yaksaaniyat-e-shaam-o-sahar hai ki jo thii
zindagii dast-ba-dil KHaak-basar hai ki jo thii
Azeem Murtaza
Ghazal
rasm kii yaksaaniyat niyyat kaa parda ban ga.ii
jo munaafiq kaa na ho aisaa bhii maz.hab chaahiye
Syed Muneer
Ghazal
har ek shai pe hai yaksaaniyat kaa Galba kyuu.n
ye imtiyaaz-e-vajuud-o-adam uThaane me.n
Rashid Taraz
Ghazal
husn ko larza-bar-andaam kahaa.n tak dekhuu.n
ishq-o-yaksaaniyat-e-aam kahaa.n tak dekhuu.n