SEARCH RESULTS
Showing search results for "रंग-ए-बयाँ"
Ghazal MATCHES FOR "रंग-ए-बयाँ"
Ghazal
Shahida lateef
Ghazal
jitne the rang husn-e-bayaa.n ke biga.D ga.e
lafzo.n ke baaG shahr kii suurat uja.D ga.e
Aziz Qaisi
Ghazal
hasrat hii dil me.n kohkan aaKHir ye le gayaa
shiirii.n ne apnii aa.nkho.n bhii dekhaa na ruu-e-shiir
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
ba-ra.ng-e-saaya o KHurshiid ai 'bayaa.n' mai.n ne
kabhuu raqiib se us ko judaa nahii.n dekhaa
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
ye jo us shoKH pe kartaa hai 'bayaa.n' jaan nisaar
KHabt hai ishq hai saudaa hai vafaa hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
juu.n misaal us kii numuudaar hu.ii tuu.n hii 'bayaa.n'
tapish-e-dil ne kiyaa KHvaab se bedaar mujhe
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
mat dard-e-dil ko puuchh ba-qaul-e-'fuGaa.n' 'bayaa.n'
ik umr chaahiye miraa qissa tamaam ho
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
ye aarzuu hai ki vo naama-bar se le kaaGaz
balaa se phaa.D ke phir haath me.n na le kaaGaz
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
dil se masto.n ke ko.ii puuchhe bayaa.n
zaahido.n ko sharaab-e-naab hai talKH
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
kyuu.n 'bayaa.n' sair-e-baaG kii ruKHsat
nahii.n detaa bahaar me.n ko.ii
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
kuchh 'bayaa.n' tuKHm-e-dostii ke sivaa
mazra-e-dil me.n bo nahii.n saktaa
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
samaa.ate.n hu.ii.n pur-shauq haadso.n ke liye
zaraa saa ra.ng-e-bayaa.n jab KHabar pe Daal diyaa
Zafar Moradabadi
Ghazal
Sughra Alam
Ghazal
tab.a mauzuu.n me.n agar zor-e-bayaa.n bhii hotaa
ham bhii auro.n kii tarah sho.ala-ba-daamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
tab-e-mauzuu.n me.n agar zor-e-bayaa.n bhii hotaa
ham bhii auro.n kii tarah sho.ala-ba-daamaa.n hote