SEARCH RESULTS
Showing search results for "रह-ए-उल्फ़त"
Ghazal MATCHES FOR "रह-ए-उल्फ़त"
Ghazal
miTaa chukaa rah-e-ulfat me.n zindagaanii ko
zamaana ab to sunegaa mirii kahaanii ko
Noor Indori
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
KHush-nasiibaan-e-rah-e-ulfat to manzil paa ga.e
apne hisse me.n jo aa.ii vo safar kii gard hai
Sardar Khan Soz
Ghazal
tumhe.n ye naaz hai 'ulfat' tum achchhe insaa.n ho
magar ye aag paraa.ii hai jal sakoge kyaa
Raakesh ulfat
Ghazal
mai.n us ko suurat-e-KHargaah-o-KHema huu.n 'ulfat'
miraa sanam mujhe misl-e-tanaab lagtaa hai
Raakesh ulfat
Ghazal
mujhe bhii vaqt kii aa.ndhii kaa ilm hai 'ulfat'
magar ye sach hai ki shab aa.egii mirii KHushbuu
Raakesh ulfat
Ghazal
rashk aataa hai mujhe rasm-e-vafaa par 'ulfat'
bevafaa honaa yahaa.n shart-e-vafaa hai ab bhii
Jawed Ulfat
Ghazal
Jawed Ulfat
Ghazal
rahravaan-e-rah-eulfat kaa muqaddar ma.aluum
in kaa aaGaaz hii achchhaa na ma.aal achchhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
paamaal-e-rah-e-ulfat ho jaa.uu.n mohabbat me.n
vo shoKH agar mujh ko qadmo.n se masal jaa.e
Fana bulandshahri
Ghazal
mai.n shahiid-e-rah-e-ulfat huu.n azal se 'sarmad'
yahii maslak miraa iimaan hu.aa jaataa hai
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Ghazal
kyo.n ham se sadaa rakhte vo rasm-o-rah-e-ulfat
yaaraane bahut un ko nibhaane ke liye hai.n
Zahid Ali Khan Asar
Ghazal
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
dekhiye haal-e-pareshaa.n ko ulaT kar 'ulfat'
ham kisii maazii ke kho.e hu.e aa.inda hai.n
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
kisii ne maut kii parchii pe likh diyaa 'ulfat'
ye zindagii se ta.aaruf hai Gaa.ebaana saa