SEARCH RESULTS
Showing search results for "राही"
Ghazal MATCHES FOR "राही"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
'attaar' ho 'ruumii' ho 'raazii' ho 'Gazaalii' ho
kuchh haath nahii.n aataa be-aah-e-sahar-gaahii
Allama Iqbal
Ghazal
vo log jo zinda hai.n vo mar jaa.e.nge ik din
ik raat ke raahii hai.n guzar jaa.e.nge ik din
Saqi Faruqi
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
jab zulf kii kaalak me.n ghul jaa.e ko.ii raahii
badnaam sahii lekin gumnaam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ye raah kahaa.n se hai ye raah kahaa.n tak hai
ye raaz ko.ii raahii samjhaa hai na jaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
manzil ko na pahchaane rah-e-ishq kaa raahii
naadaa.n hii sahii aisaa bhii saada to nahii.n thaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tirii zindagii isii se tirii aabruu isii se
jo rahii KHudii to shaahii na rahii to ruu-siyaahii
Allama Iqbal
Ghazal
puuchh us se ki maqbuul hai fitrat kii gavaahii
tuu saahib-e-manzil hai ki bhaTkaa hu.aa raahii
Allama Iqbal
Ghazal
ek bhaTke hu.e raahii ko sahaaraa de kar
jhuuTii manzil kaa nishaa.n tum ne dikhaayaa kyuu.n thaa
Saba Afghani
Ghazal
ye haqiiqat hai ki hotaa hai asar baato.n me.n
tum bhii khul jaa.oge do chaar mulaaqaato.n me.n
Saeed Rahi
Ghazal
haqiiqat-aashnaa.ii asl me.n gum-karda raahii hai
uruus-e-aagahii parvurda-e-ib.haam hai saaqii