SEARCH RESULTS
Showing search results for "रुस्तम"
Ghazal MATCHES FOR "रुस्तम"
Ghazal
hotaa hai zard sun ke jo naamard mudda.ii
rustam kii daastaa.n hai hamaaraa fasaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
razm hai KHuun kaa hazar ko.ii bahaa.e yaa bahe
rustam o zaal hai.n malaal ya.anii ki saam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
kaun jaane kab kis par zindagii Thahar jaa.e
ko.ii rustam-e-aazam der tak nahii.n rahtaa
Tajwar Sultana
Ghazal
istaada jahaa.n me.n thaa maidaan-e-mohabbat me.n
vaa.n rustam agar aataa to dekh ke Tal jaataa
Meer Taqi Meer
Ghazal
naamuus mujhe saafii tiinat kii hai varna
rustam ne mirii teG kaa hamla na sambhaalaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHat se vo zor safaa-e-husn ab kam ho gayaa
chaah-e-yuusuf thaa zaqan so chaah-e-rustam ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
miTaayaa thaa rustam na chho.Daa thaa sohraab
the aalam me.n piir-o-javaa.n kaise kaise
Prem Rangpuri
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
rustam-o-daaraa sikandar mil ga.e sab KHaak me.n
ban ke sarmad zindagii apnii basar kar raqs kar
Zakir Khan Zakir
Ghazal
arz-o-samaa fareb na ye bahr-o-bar fareb
hai asl me.n ye saaraa fareb-e-nazar fareb
Rustam Nami
Ghazal
mard-e-maidaan-e-mohabbat hai to ai rustam nikal
kuchh sakat ho to kamaan-e-abruu-e-KHamdaar khii.nch