SEARCH RESULTS
Showing search results for "रुस्वा-ए-दहर"
Ghazal MATCHES FOR "रुस्वा-ए-दहर"
Ghazal
rangii.n-adaa-e-dahr kii gardan maro.D do
naasuur-e-zindagii hai to zaKHmo.n ko pho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
big.Dii hu.ii hai mai-kada-e-dahr kii havaa
ho jaa.e.n shaiKH-jii bhii na mai-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
fazaa-e-dahr ne o.Dhii hai aisii kaalii ridaa
falak ke jism kaa har pairahan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
dekhne vaale ye kahte hai.n kitaab-e-dahr me.n
tuu saraapaa husn kaa naqsha hai mai.n tasviir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aagaah-e-rah-o-rasm-e-mohabbat hai.n jo aashiq
vo KHud ko fuGaa.n se kabhii rusvaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
ai qais-e-junuu.n-pesha 'inshaa' ko kabhii dekhaa
vahshii ho to aisaa ho rusvaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
'qudsii' baaziicha-e-atfaal thii.n aahe.n merii
aur thaa dahr tamaashaa.ii muqaddar KHaamosh
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
bante hii shahr kaa ye dekhiye viiraa.n honaa
aa.nkh khulte hii miraa dahr me.n giryaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
milte hii dil ne ham ko giraftaar kar diyaa
rusvaa-e-shahr-o-kuucha-o-baazaar kar diyaa
Naeem Dehlavi
Ghazal
dekhii vafaa-e-fursat-e-ranj-o-nashaat-e-dahr
KHamyaaza yak-daraazi-e-umr-e-KHumaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
bhaTke phire do amla-e-dair-o-haram me.n ham
is samt kufr us taraf islaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sukuun-e-qalb-o-Gam-e-dahr kii kashaakash me.n
yahii hu.aa ki tumhaare hu.e na ham apne
Sahar Ansari
Ghazal
dariyaa-e-vahdat-o-chaman-e-dahr se hame.n
durr-e-yagaana sabza-e-begaana chaahiye
Muneer Shikohabadi
Ghazal
bad-naam mohabbat ne tirii ham ko kiyaa thaa
rusvaa-e-sar-e-kuucha-o-baazaar hame.n the