SEARCH RESULTS
Showing search results for "रेख़्ते"
Ghazal MATCHES FOR "रेख़्ते"
Ghazal
reKHte ke tumhii.n ustaad nahii.n ho 'Gaalib'
kahte hai.n agle zamaane me.n ko.ii 'miir' bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
da.ave ko yaar aage ma.ayuub kar chuke hai.n
is reKHte ko varna ham KHuub kar chuke hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil kis tarah na khii.nche.n ash.aar reKHte ke
behtar kyaa hai mai.n ne us aib ko hunar se
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ba.ad is ke reKHte kii bhii rakkhii hai vo binaa
hairaa.n hai.n jis ke naqsh-e-taraazaan-e-shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
do qaran guzre isii fikr-e-suKHan me.n roz-o-shab
reKHte ke fan me.n 'haatim' aaj zulqarnain hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
ai 'baqaa'-e-kaarvaa.n is reKHte kii har radiif
garche hai be-kaar par batlaa kahaa.n be-kaar hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
terii mahfil kaa bharam rakhte hai.n so jaate hai.n
varna ye log to bedaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dilo.n me.n aag labo.n par gulaab rakhte hai.n
sab apne chehro.n pe dohrii naqaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
lauT aa.e na kisii roz vo aavaara-mizaaj
khol rakhte hai.n isii aas pe dar shaam ke ba.ad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
rakhte qadam jo vaadi-e-ulfat me.n be-dha.Dak
'hairat' sivaa tumhaare kisii kaa jigar nahii.n