SEARCH RESULTS
Showing search results for "रेल-गाड़ी"
Ghazal MATCHES FOR "रेल-गाड़ी"
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
inqilaab-e-dauraa.n se kuchh to kahtii hii hogii
tez rail-gaa.Dii jab paTriyaa.n badaltii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
rail-gaa.Dii ke safar me.n ye hu.aa hai aksar
log baiThe hu.e saamaan badal dete hai.n
Saeed Rahmani
Ghazal
chand chhilko.n aur ik buu.Dhii bhikaaran ke sivaa
rail-gaa.Dii aaKHirii manzil pe KHaalii ho ga.ii
Aslam Kolsarii
Ghazal
ye rail-gaa.Dii nahii.n hijr kaa ishaara hai
mai.n is kii kuuk se afsurdagii ko samjhuu.ngaa
Harris Raja
Ghazal
tum apne qadmo.n kii raftaar par bahut KHush ho
ye rail-gaa.Dii kahii.n par kha.Dii bhii hotii hai
Haseeb Soz
Ghazal
Kamal Hatvi
Ghazal
shahr chho.De us ko to barso.n hu.e ham aaj bhii
dekhte hai.n rail-gaa.Dii duur tak jaatii hu.ii
Farooq Noor
Ghazal
mai.n thaa mahv-e-shauq station ke waiting room me.n
ko.ii apne saath merii rail-gaa.Dii le gayaa
Deedar Bastawi
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
gaa.Dii aatii hai lekin aatii hii nahii.n
rail kii paTrii dekh ke thak jaataa huu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
Athar Azeem Khaan
Ghazal
rail kii gaa.Dii chalii to ik musaafir ne kahaa
dekhnaa vo ko.ii station pe baiThaa rah gayaa