SEARCH RESULTS
Showing search results for "लब-ए-शीरीं"
Ghazal MATCHES FOR "लब-ए-शीरीं"
Ghazal
talKH shikve lab-e-shiirii.n se mazaa dete hai.n
ghol kar shahd me.n vo zahr pilaa dete hai.n
Zaheer Dehlvi
Ghazal
sharbat-e-vasl pilaa jaa lab-e-shiirii.n kii qasam
jaan jaataa hai miraa suura-e-yaasii.n kii qasam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
vo bhole-pan se de de bosa-e-la.al-e-lab-e-shiirii.n
ko.ii tarkiib aisii ai dil-e-naadaan paidaa kar
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
KHaal-e-lab-e-shiirii.n kaa diyaa bosa kab us ne
ik chaaT lagaane ko mire niishkarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
KHudaa us but kii baato.n kaa hai mushtaaq
gayaa shor-e-lab-e-shiirii.n kahaa.n tak
Dagh Dehlvi
Ghazal
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
allaah salaamat rakhe tere lab-e-shiirii.n
sunvaayaa kare baate.n mazedaar hamesha
Joshish Azimabadi
Ghazal
minnat thii bosa-e-lab-e-shiirii.n ki dil miraa
mujh ko suu-e-mazaar-e-shakar ganj le chalaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
lab-e-shiirii.n kii qadr hai mujh se
mu.nh pe bhinke.ngii makkhiyaa.n mire ba.ad
Shauq Bahraichi
Ghazal
lab-e-shiirii.n se dete hai.n dushnaam
shahd me.n zahr vo milaate hai.n
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
mile agar lab-e-shiirii.n kaa tere ik bosa
to lutf ho mujhe albatta yaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
bayaan kar diyaa jazbaat mai.n ne bhii 'shiirii.n'
hunar ye apnaa nahii.n hai KHudaa kaa KHaas karam
Shahana Shirin
Ghazal
lab-e-shiirii.n kaa jo bosa liyaa thaa
mirii us kii shakar-ra.njii rahaa kii
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
tere lab-e-shiirii.n kii sunaa jab sii.n hikaayat
kaashaana-e-zambuur hu.aa kaan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ba.Dh kar miThaas me.n lab-e-shiirii.n yaar se
misrii nahii.n hai qand nahii.n a.ngbii.n nahii.n