SEARCH RESULTS
Showing search results for "लम्स"
Ghazal MATCHES FOR "लम्स"
Ghazal
dhanak dhanak mirii poro.n ke KHvaab kar degaa
vo lams mere badan ko gulaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
badal chukaa hai miraa lams nafsiyaat us kii
ki rakh diyaa hai use mai.n ne an-chu.aa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
be-iraada lams kii vo sansanii pyaarii lagii
kam tavajjoh aa.nkh kaa vo dekhnaa achchhaa lagaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ab is ke baa'd kaa mausam hai sardiyo.n vaalaa
tire badan kaa ko.ii lams saath rah jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
jaa.n-baKHsh sii us barg-e-gul-e-tar kii taraavat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
vahii hu.aa ki takalluf kaa husn biich me.n thaa
badan the qurb-e-tahii-lams se bikharte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
lams kii lau me.n pighaltaa hujra-e-zaat-o-sifaat
tum bhii hote to a.ndheraa dekhne kii chiiz thii
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
‘ajiib lai thii jo taasiir de rahii thii mujhe
‘ajiib lams thaa har zaaviye se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
maaluum nahii.n phir vo kahaa.n chhup gayaa 'aadil'
saaya saa ko.ii lams kii sarhad pe milaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
use apne ho.nTo.n kaa lams do ki ye saa.ns le
ye jo pe.D hai ye haraa-bharaa nahii.n ho rahaa
Azhar Iqbal
Ghazal
hamaare lams ne sab taar kas diye us ke
vo jhanjhanaane ko bekal rabaab ya.anii tuu
Mehshar Afridi
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
vo ek lams-e-gurezaa.n hai aatish-e-be-soz
mujhe lagaa.e gale jal ke raakh ho jaa.e
Ammar Iqbal
Ghazal
lams-e-jaanaana liye mastii-e-paimaana liye
hamd-e-baarii ko uThe dast-e-du.aa aaKHir-e-shab